Skip to main content

Posts

Showing posts from October, 2022

WhatsApp Web in Hindi. Hinglishblog.in 2023

Hello friends, hinglishblog.in par aapka welcome hai. Bahut logon ko WhatsApp ke bare mein pata hai aur wo apne phones mein use bhi karte hai. Lekin unko ye nahi pata ki wohi WhatsApp ko computer mein kaise use karte hai. Agar aapko janna hai ki WhatsApp ko desktop, laptop, ya computer mein kaise use karte hai toh ye blog post bilkul apke liye hai. WhatsApp Web Kya Hai? 2015 ko WhatsApp ne apna web-friendly version ko launch kia tha, web-friendly ka matlab jisko aap browser mein chala sakte hai ya website. WhatsApp ke madad se users ab is messaging service/platform ko desktop, laptop mein use kar pate hai. Simple shabd mein bolu toh jo WhatsApp hum smartphones mein use karte hai uska web version (website version) ya desktop version ko hi hum WhatsApp web kahte hai. Web-version wale feature ke madad se hi aap WhatsApp ko apne computer, laptop mein chala sakte hai aur apko extra se WhatsApp application ko download bhi nahi karna padta. Iske alaba WhatsAp